HELLO FRIENDS
Welcome on today's amazing post, On this post we are going to know किसी की मौत होने के बाद Sim Card Chalu kaise kare । Band Sim chalu kare Airtel Jio Vi Bsnl We hope you will like today post and please share with your friends,
Dosto Agar kisi person ki dath ho jati h or Sim uske nam par ho to use reactivate karvane me bahut problem hoti hai jaise ki
1. Sim ko kaise phir se open karvana h?
2. Sim ko kaise apne name par karvana h?
3. Sim ko kaise Reactivate karvana h?
Esi Tarah ki or bhi dher sare Question Ap logo ke dwara hamse puchha jata h but ap gabharaye nahi ab apko pata hone vala h ki kaise kisi ke death ke bad us parsan ke name par sim ko Reactivate karvana h?
Es prakar ke sim ko Reactivate karane me kuchh important Documents lagte hai en Document ke sath apne sim company ke office me visit kare
1. Death certificate
Dosto Es type ke sim ko Reactivate karvane me death certificate ka bahut hi important role hota hai apko sabse pahale death certificate banva lena h.
Death certificate kaise banvaye?
Yaha par bahut sare logo ye puchhenge ki bhai kaise ham death certificate banva sakte hai to apko bata de vaise ap death certificate ke
liye online apply kar sakte hai or ap chahe to kisi se banva sakte hai nahi to bahut sare case me death certificate Hospital 🏥 ke dvara bhi diya jata h ap uska bhi use kar sakte hai.
Or agar Accidental death hai to ap FIR copy ka bhi use kar sakte h but kuchh company Death certificate hi magati h to ap requirement ke hisab se document use kar sakte hai.
2. Death Person ka ID Proof
Dosto Death Person ka apko ID proof bhi le karke jana hoga jiska use Karke unhone sim card ko open karvaya tha vo ID proof unka Adhar card ho sakta hai Driving licence ho sakta hai.
3. Apna ID proof
Dosto en sab document ke sath apko apna ID proof jaise ki adhar card, Drivery license lekar jana hota h kyo ki ab vo sim apke name par transfer kiya jayega.
Note :- Dosto ek bat hamesa yaad rakhe jiski death huye h uske sath Apke blood relation hona bhi jarur hota hai, tabhi Apke name par sim number transfer hogi blood relation matalb ap unke son ya daughter ho sakte hai.
Dosto en Three Document ke sath ap apne service provider company ke office 🏢 me jaye apka sim open karke Apke name se de diya gayega.
Kabhi kabhi NOC Document ko bhi kuchh company magati h jiska matalb ye hota h ki kisi or jaise ki Apke bhai, sister and other ko Apke name par sim transfer karne me Koi problem ni h ye ek Affidavit ki taraf hota h agar apko esse sambandhit
Or jankari chahiye to hame Instagram par @Careerdeveloped par massage kare.
So I hope Ab ap sabhi kuchh samachh gaye honge or jyada jankari ke liye Ap ye video dekhe 👇
3 Comments
Bhai mere papa ki death ho gayi hai sim ko aap khulwa do hum abhi bahut chote hai hume kuch nhi pata vo sim bahut hi jaruri hai bhaiya usme bank se lekar mere adhar card me ushi numbér ko lagaya gya hai
ReplyDeleteYe sab document leke chale jao mil jaygi nai sim
DeleteKYA SAB LEKER JANA H
ReplyDeletePlease do not enter any spam link in the comment box.